Sponsored Links


Sad Hindi Shayari, Emotional Shayari in Hindi, Miss You Shayari SMS, Miss You SMS For Girlfriend, Emotional SMS For Girlfriend, Sad Romantic Shayari, Sad SMS Shayari


Tum rooth jao mujh se aisa kabhi na karna..
main aik nazar ko
tarso aisa kabhi na karna..
main poch poch haroo, so so sawal
karo,
tum kuch jawab na do, aisa kabhi na karna..
mujh se mil
kar hasna, mujhse mil kar rona,
mujh se bichar kar ji lo, aisa
kabhi na karna..
tum chand ban k rahna, main dekhta raho
ga,
kisi rooz tum na niklo aisa kabhi na karna..
tum chalay jao
gay, dekho ga tumhara rasta,
tum loot k na aao, aisa kabhi na
karna…
 
Top